Poetry for love

Hum Dono Hi Be Bass The

Pehli Mulaqaat Thi Aur Hum Dono Hi Be Bass The
Wo Zulfain Na Sambhal Paye Aur Hum Khud Ko ..

                                        
Log kehte hai tum kyun apne pyar ka izhar nahi karte.
                                     Humne kaha jo labzo me bayan ho jaye...
                                     sirf utna ham kisi se pyar nahi karte

                               


Shikayat rehti hai unko har pal ke humko dosti karni nahi aati.
kuch shikva to is dil ko bhi hai par hame unse shikayt karni nahi aati 

                         Mujhe aaj bhi
Mujhe aaj bhi uske pyaar ki shiddat ronay nahi deti
Wo Kehte The Mar Jayenge Tere Aansun K Girne Se Pehle...



                TERE  BINA 
Tere Bina hum jeena bhool jaate hain…
Zakhmon ko seena bhool jate hain..

Tu zindagi main sabse azeez hai humain..
Tujhse har bar yeh kehna bhool jaate hain. 

                 shikwa nahi kertey 

Mohabbat hum bhi kertay hain magar shikwa nahi kertey
hum apni mohabbat ko yun ruswa nahi kertey
jo paas aa baithay usey dil se chahtey hain
jo uth ker chala jaye usey roka nahi kertey!  



Hichkion ka aana ye batata hay,
Koi humain yaad kar k khud ko rulata hay,

Dil nahi samajhta magar ye to such hay,
Shiddat se yaad hamain bhi koi aata hai..

      
                  Kuch rishtay
Kuch rishtay anjanay mein hi ho jatay hain,
Pehle dil phir zindagi say jur jatay hain,
Kehtay hain us daur ko pyaar,
Jisme log zindagi say bhi pyare ho jatay hain 


Aap ki DOSTI ka sila her haal main denge,
Koi maange yeh DOSTI to usay taal denge.

Agar dil ne kaha k tum BEWAFA ho,
To qasam say is DIL ko bhi SEENAY say nikal denge.

                     wo kya jane
Log samajhte hain humne unko bhula rakha hai,
wo kya jane ki dil me chupa rakha hai,
dekhe na koi usay meri aankho mein,
isliye palkon ko hum nay jhuka rakha hai.

           About love
Mere haathon se gir gayi lakeeren kahin,
Bhool aaye hum apni takdeeren kahin,
          
Agar mile tumko kahin to utha lena,
Mere hisse ki har khushi apne haathon pe saja lena.